WpMag

header ads
header ads

Santa: Sharab pite pite rone laga

Ek baar santa ko koi 8th floor par bulata hai. 

Jb vo vaha jata hai to flat ke samne likha rehta hai "Santa April Fool" to 
Santa likhta hai "Mai to yahan pr aya hi nhi tha.'



Santa: Sharab pite pite rone laga
Banta: Kya hua kyo ro rahe ho?
Santa: Yaar ki kara jis ladki ko bhulane k liye pi raha tha,uska naam yaad nhi aa raha hai

santa 2 doctor-apne kaha tha ki subah khelne se sehat thik rehti hai pr muje to koi fark nai pada? 
doctor-konsa game khelteho? 
santa-mobile mai snake wala

santa=mere padosi ka bacha gum ho gaya
banta=fir kya kiya?
santa=maine kaha google pe search karlo, mil jaye to download kr lena.

Banta Cigratte pe 2 metre pipe laga kr pe raha tha.
Santa : Tu pipe laga kar cig Q pe raha hai
Banta : Doctor ne kaha, Cig-Bidi se dur rehna.

Santa pe bijli ka taar gir gaya.
Santa tarap tarap k marne hi wala tha ki use yaad aya ki bijli to 2 din se band hai....

santa;mujhe us ladki se bachao
banta:kyo?
santa:jabse maine kaha dil cheer k dekh tera hi naam hoga sali chaku leke piche pad gyi hai

Banta: Pareshan lag rahe ho.
Santa: Yaar baap ban ne wala hu.
Banta: Yeh to khushi ki baat hai.
Santa: Lekin biwi ko nhi pata

Post a Comment

0 Comments